Kitabo ke panne palat ke sochte hai; yun palat jaye "ZINDAGI" to kya baat hai
Tamanna jo puri ho khwabo me,
Haqiqat ban jaye to kya baat hai;
Haqiqat ban jaye to kya baat hai;
Kucch log matalab ke liye dhundhte hai mujhe,
Bin matalab koi aye to kya baat hai;
Bin matalab koi aye to kya baat hai;
Katal kar ke to sab le jayenge dil mera,
Koi baato se le jaye to kya baat hai;
Koi baato se le jaye to kya baat hai;
Jo sarif ki sarafat me baat no ho,
Koi sarabi kah jaye to kya baat hai;
Koi sarabi kah jaye to kya baat hai;
Zinda rahne tak khushi dunga sabko,
Kisiko meri maut per khushi mil jaye to kya baat hai
Kisiko meri maut per khushi mil jaye to kya baat hai
By Ankit ray
हसीन यादें by Ankit ray
Reviewed by Ankit ray
on
1:59 AM
Rating:
No comments: